Gym jaane se pehle kya khayein taaki workout mein energy mile aur muscle growth mein help ho? 👇
🍽️ 10 Best Pre-Workout Meal Ideas:
1️⃣ Oats + Egg Whites + Banana 🍌
2️⃣ Multigrain Bread + Egg Whites + Banana 🍞
3️⃣ Brown Rice + Paneer + Vegetables 🍚
4️⃣ Dalia + Greek Yogurt 🥣
5️⃣ Sweet Potato + Paneer 🍠
6️⃣ Whole Wheat Wrap + Soya Chunks 🌯
7️⃣ Banana + Peanut Butter 🥜
8️⃣ Poha + Curd 🍚
9️⃣ Boiled Potatoes + Eggs 🥔🥚
🔟 Rice + Dal + Curd 🍛
⚡ Pro Tip:
✅ Workout se 1–3 hours pehle proper meal lo.
✅ Time kam hai toh banana jaisa light snack le sakte ho.
✅ Apne calorie aur protein goals ke according portions rakho.
📌 Save this post taaki next workout se pehle meal choose karne mein help mile!
❤️ Aise practical fitness tips aur diet ideas ke liye @DhruvDagarFitness ko follow karo.
💬 Comment karo “DIET” agar tumhe muscle gain aur fat loss ke liye aur meal ideas chahiye!
#PreWorkoutMeal #GymDiet #MuscleBuilding #FitnessIndia #NaturalBodybuilding
